Kya aap Jaun Elia ki shayari talash kr rhey hain? Juan Elia Poetry Pakistan ke eik azeem Urdu shayar, biographer, philosopher or scholar thy. Unho ney biography or philosopher sey kafi naam kamaya lekin asal mein puri duniya mein mashhoor honey ki waja sirf or sirf Urdu shayari thi. Un ki shayari zindagi ke asal pehloon pr or un ke bewafa mehboob pr mushtamil thi. Jesa ke hum jantey hai ke sb shaairon ka maqsad apni shayari sey logo ko jagana hai un ka bhi maqsad ye hii tha. Unho ny bhi logo mein esas or pyaar jaganey ke liye bohot shayari likhi. Agr aap Jaun Elia ki poetry dhoond rhey they to yaha aap ko khush Amdeed hai. Abhi mashoor shayar Ghalib ki shayari ke liye click Ghalib Poetry Jaun Elia 14 December 1931 mein Indain mein peda huey. In key waalid ka naam Shafiq Hasan Elia the. In ke waalid bhi art or literatue pr kaaam krtey thy jo key Jaun Elia ke liye pehli seerhi thi is field mein un ki dillchaspi bnaney ki....
Pic shayari brings pics of Urdu poetry. Get Sad poetry, written using English text on images as a English poetry. Best of Urdu quotes about life.