Kya aap Jaun Elia ki shayari talash kr rhey hain? Juan Elia Poetry Pakistan ke eik azeem Urdu shayar, biographer, philosopher or scholar thy. Unho ney biography or philosopher sey kafi naam kamaya lekin asal mein puri duniya mein mashhoor honey ki waja sirf or sirf Urdu shayari thi.
Un ki shayari zindagi ke asal pehloon pr or un ke bewafa mehboob pr mushtamil thi. Jesa ke hum jantey hai ke sb shaairon ka maqsad apni shayari sey logo ko jagana hai un ka bhi maqsad ye hii tha. Unho ny bhi logo mein esas or pyaar jaganey ke liye bohot shayari likhi. Agr aap Jaun Elia ki poetry dhoond rhey they to yaha aap ko khush Amdeed hai. Abhi mashoor shayar Ghalib ki shayari ke liye click Ghalib Poetry
Jaun Elia 14 December 1931 mein Indain mein peda huey. In key waalid ka naam Shafiq Hasan Elia the. In ke waalid bhi art or literatue pr kaaam krtey thy jo key Jaun Elia ke liye pehli seerhi thi is field mein un ki dillchaspi bnaney ki.
Unho ney no-umri mei hi shayari prhna or likhna shuru kr di. Unho ney old Sufi, Mutazili and Ismaili treatises ka tarjama kaafi zubaano mein kiya.
Mujhey Ummed hai ke aap ko hamari shayari bohot pasand aai hogi. Agr aap Is poetry sey zara sa bhi lutf andoz huey to bara-e-karam is poery ko apney dosto sey share krna mat bhoolein. Agr aap ke paas koi shayari hai to usey hamein picjshayari@gmail.com pr bhejein. Hum apa ki poetry ko or aap ko permote krein gey.
Comments
Post a Comment